Tip:
Highlight text to annotate it
X
[Music starts...]
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Yoon hi Pehlu mein baithey raho
Yoon hi Pehlu mein baithey raho
Aaj jaane ki zid na karo
Hai! mar jaayenge
Hum to lutt jaayenge! Aaisi baatein kiya na karo...
Aaj jaane ki zid na karo
[Music...]
Tum hi socho zara, kyoon na rokey tumhe.
Jaan jaati hai jab uth ke jaatey ho tum
Tum hi socho zara, kyoon na rokey tumhe. Jaan jaati hai jab uth ke jaatey ho tum
Tumko apni kasam, jaane jaan, Baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zid na karo
Yoon hi Pehlu mein baithey raho, Yoon hi Pehlu mein baithey raho
Aaj jaane ki zid na karo
[music...]
Waqt ki kaid mein zindagi hai magar
Waqt ki kaid mein zindagi hai magar
Chand ghadiyaan yahi hain jo aazaad hain,
Chand ghadiyaan yahi hain jo aazaad hain
Inko khokar meri jaane jaan
Umr bhar na taraste raho
Aaj jaane ki zid na karo.
Yoon hi Pehlu mein baithey raho
Yoon hi Pehlu mein baithey raho
Aaj jaane ki zid na karo